Waada.....by ATIF ASLAM




Hmmmmmmm…hmmmmmmmm….
kyun hai yeh nammi teri ankhon main
dhoondh loo main tujhey apni bahoon main
zindagi yeh sari tum per war doon
sarey jahan ka tum ko pyar doon

dedo mujhey tum apney gham
dedun tumhein main khushiyan sabhi
main raat din jalta raha
teri yaad main tarapta raha
deta raha tum ko sada
aur pyaar main yeh kehta raha

Hmmmmmmmmm…Hmmmmmmmm..
yeh jo waade hain nibhaoonga
har ghari har pal tum ko chahoonga
hai nahi saath yeh bas aaj ka
saathoon janam tum ko apna banaoonga

Rab se meri hai eltaja
hona kabhi hum tum juda
soochoon main bhi tu hai
dhadkan main bhi tu hai
tu hi meri zindagi
duri kabhi na hogi
chahat bhi kam na hogi
waada hai mera jaan le

(mujhey pyaar hai ishq hai tum se)x3
Rab se meri hai eltaja
hona kabhi hum tum juda
hum tum juda
hum tum juda

No comments:

Post a Comment