The World Of Atif Aslam

Atif Aslam

Style of Atif Aslam

Atif Aslam

Waada.....by ATIF ASLAM




Hmmmmmmm…hmmmmmmmm….
kyun hai yeh nammi teri ankhon main
dhoondh loo main tujhey apni bahoon main
zindagi yeh sari tum per war doon
sarey jahan ka tum ko pyar doon

dedo mujhey tum apney gham
dedun tumhein main khushiyan sabhi
main raat din jalta raha
teri yaad main tarapta raha
deta raha tum ko sada
aur pyaar main yeh kehta raha

Hmmmmmmmmm…Hmmmmmmmm..
yeh jo waade hain nibhaoonga
har ghari har pal tum ko chahoonga
hai nahi saath yeh bas aaj ka
saathoon janam tum ko apna banaoonga

Rab se meri hai eltaja
hona kabhi hum tum juda
soochoon main bhi tu hai
dhadkan main bhi tu hai
tu hi meri zindagi
duri kabhi na hogi
chahat bhi kam na hogi
waada hai mera jaan le

(mujhey pyaar hai ishq hai tum se)x3
Rab se meri hai eltaja
hona kabhi hum tum juda
hum tum juda
hum tum juda

Tere bin nai lagda dill mera unplugged ***




Tribute to Nusrat fateh ali khan

KASH YE PAL -- BY -- ATIF ASLAM



Sajna de ba jo main te


Jike hun ki karna rabba
hnju ve hun mukh gaye sare
Hun te mila de rabba


Kismat ka ye khel hai
Milna tha humne kabhi
Hathon ki lakeeron mein
Likha tha ye sabhi


Koi jaane naa maane
Ye saath hain kitna haseen


kash ye pal tham jaaye
Aap ke hum ban jaaye
Jannat bhulake hum teri
Aankhon ke ashq ban jaaye


kash ye pal tham jaaye
Aap ke hum ban jaaye
Jannat bhulake hum teri
Aankhon ke ashq ban jaaye


Janam janam ka
ye saath hain
chut ta hi aise nahi


pyaar tera aisa mila ke
ab koi bhaata nahin


Bahon mein aa ke teri
Saason mein simat jaaye


kash ye pal tham jaaye
Aap ke hum ban jaaye
Jannat bhulake hum teri
Aankhon ke ashq ban jaaye


kash ye pal tham jaaye
Aap ke hum ban jaaye
Jannat bhulake hum teri
Aankhon ke ashq ban jaaye


Ashq ban jaaye
Pal tham jaaye
Ashq ban jaaye
ye pal tham jaaye


Haathon ki
Kismat Ka
Koi jaane
Na maane
Ye saath hai kitnaa Haseen


kash ye pal
Aap ke hum
Jannat bhulake hum teri
Aankhon ke ashq ban jaaye


kash ye pal tham jaaye
Aap ke hum ban jaaye
Jannat bhulake hum teri
Aankhon ke ashq ban jaaye